Top 10 blogging tips in hindi

New Professional Blogging Start करने के लिए 10 Best Tips

Sabkuchhindime.blogspot.com

New Professional Blogging Start Karne ke Liye 10 Best Tips

Hi Friends , आज हम blogging बारे में बात करेगे और स्वत ही में आपको बताऊंगा की blog कैसे start करते है और उस को success करता है इससे पहले में आपको बता दू की ज्यादातर लोग पैसे कमाने के लिए blog बनाते है और कुछ लोग blog के जरिये अपने talent को दुनिया में शेयर करने की कोशिश करते है तो दोस्तों आज के समय में internet world से शायद ही कोई अनजान होगा internet एक blogging ke bare me bat karege . And satah hi me aapko batauga ki blog kaise start karte hain or us ko success kart hain , isse pahle me aapko bata du ki jaya tar people paise kamane ke liye blog banate hian . And kuch log blog ke jariye apne talent ko duniya me share karne ki koshis karte hain . to friends aaj ke time me internet world se satad koi hi anjan hoga . Internet ek aisa madhyam hai jiske jariye ham jayda se jyada work gahar par hi kar lete hain . Or ghar par baithe hi apne talent ke jariye duniya me pahchan bana sakte hain . Bas iske liye aapko kisi subject me acchi knowledge honi chahiye .

Blogging ek aisa tarika hai jiske jariye ham , Ghar baithe hi acche paise kama sakte hain . Or sath hi bhut hi famous bhi ho sakte hain . Aaj me aapko batane ja raha hu ki blog ko kaise banate hian , or kin bato ka dhyan rakh kar ham ek success blogger ban sakte hin . And blogging ki duniya me kaise aap famous ho sakte hain .

Blog ko start karne se pahle aapko kuch bato ko dhyan me rakh kar aap , ek success blogger ban sakte hain . Agar aap ek success blogger banna chahte hain to is post ko padte rahe …

1 . Sahi blogging Platform Choose kare

Baise to blog banane ke liye internet par bhut sare platform hai . Or jyada tar free platform hain . Agar aap success blogger banna chahte hain to aapko har ek chij ka selection dhyan se karna hoga .


Jyada tar dekha gaya hai ki , Blog banane ke liye blogger or wordpress platform ka hi use sabse jyada hota hai . Mere khyal se agar blogging ko lekar serious hain . To in dono platform me se kisi ko bhi choose karke ek accha blog bana sakte hain . Ye dono platform bilkul free hain . Or isme aapko kuch bhi pay nahi karna padega . And iske alaba aap internet par or bhi platform ke bare me jan sakte hain . Jaise – Tumblr , Weebly , Medium, etc.

wordpress platform
Sabkuchhindime.blogspot.com

Jyada tar success blogger ne WordPress or Blogger ka hi choose kiya hai . Kyu ki in dono platforms ki sabhi chij sabse best hain . mere hisab se aap in dono platforms me se hi kisi ek ko choose kar le .blogger platform
Youtube Video Ko Monetize Karke ,Adsense Se Paise Kaise Kamaye ?
Free Blog Kaise Banaye Blogger.com Par

2 . Blog Ke Sahi Topics Ka Choose Kare

Sabkuchhindime.blogspot.com

Blog banane se pahle aapko ye decide kar lena chahiye ki aapko kis subject me jyada interest hai . Or aap kis subject ke bare me jyada accha likh sakte hain . Kyu ki blog ka title hi ek aisa tarika hota hai jise search karte -karte visitor aapke blog par aate hain . Is liye aap apne blog ka topic bhut hi soch samaj kar kare . And wo hi topic choose kare jis ke bare me aap jyada knowledge rakhte hain . Or jiske bare me aap accha likh sakte hain . And aise topic ka chunav kare jis topic par kuch new likhne ko aata rahe . Kuch log aise topic ka choose karte hain ki kuch time bad unke pas likhne ke liye kuch nahi rahta . Isliye aap aise topic ka choose kare jis topic par daily kuch new bate likh sake .


3 . Apne Blog Ke Name Choose Dhyan Se Kare
Sabkuchhindime.blogspot.com

Jab Bhi aap apne blog ke nam ka choose kare to kich bato ka dhyan rakhe jaise – blog ka nam simple or small hona chahiye jise koi bhi visitor ek bar dekhe to yad ho jaye . Blog ka nam kabhi bhi bada na rakhe kyu ki name bada hone se URL kisi ko yad nahi rahta is bajah se visitor u se ignore kar dete hain . chota name hone se visitor u se yad kar lete hain . or jab chahe u se browser me type karke aapke blog ko open kar sakt hain . jis bajah se aapke blog ka traffic ,views , and visitor badte hain . Is liye blog ka name chota hi choose kare .


Online Paise Kamaye Chitika se
Hindi Me Type Kaise Kare Google Input Tools Se Offline

4 . Blog Ka Design Sahi Hona Chahiye
Sabkuchhindime.blogspot.com

Mene dekha hai ki jyada tar new blogger jab koi new blog create karte hain . To itne dark color ka use karte hain ki jiske bajah se blog dekhne me bilkul bhi accha nahi lagta . Agar aapka blog dikhne me accha nahi hoga to koi bhi visitor aapke blog par aana pasand nahi karega . Agar aapke blog ka look sahi hai to visitor aapke blog ko yad kar lega . is liye hamesha blog ka design sahi rakhe . Jisse visitor aapke blog ko ignore na karke u se yad kar le .


Apne blog ka template accha choose kare . Aapke blog ka template dikhne me sahi ho or simple hona chahiye . Template ke background ka color colorful na ho kar white hona chaye . Taki jab bhi koi visitor aapke blog ko visit kare to wo aapke blog se impress ho jaye . jis uska aapke blog par bapas aane ka man kare .

5 . Apne Blog Me Hamesa Sahi Or Uniqe Content Dale
Sabkuchhindime.blogspot.com

Kisi bhi blog ki success ka karan uska content hota hai . Kyu ki content hi blog ka king hota hai (The Content Is King Of Blog ) … Isliye apne blog ki har post me sahi or uniqe content chune Or kisi bhi blog ka copy karke apne blog par na dale . hamesha badiya content dale . Aap jab bhi kisi post ko likhe to uske bare me pure bistar se likhe isse aapke blog ki Ranking acchi hoti hai . And Jab bhi koi post dale to kam se kam 300 word ka hona chahiye . Jab bhi koi post likhe to usme bich me hading jarur dale heading dalne se visitor aasani se post ke bare me pad sakte hain . Post likhte time ek accha font ka use kare jo dikhne me accha ho or simple ho . Or Apne blog par nimit rup se post karte rahe . ek weak me kam se kam 2 post to publish kare .

6 . SEO Or SMO Ka Use Kare
Sabkuchhindime.blogspot.com

SEO (Search Engine Optimization ) Ek aisa tarika hai jiske jariye aap apne blog par bhut traffic la sakte hain . Agar aap apne blog par seo karte hain to blog search engine friendly ho jata hai jiski . Bajah se search engine ke jariye aapke blog par bhut traffic aa sakta hai . Jyada tar jo new blogger gote hain wo seo ke bare me kuch nahi jante hain . or jiske karan unko search engine se bhut hi kam traffic mil pata hain . friends seo ek bhut hi important tarika hai blog ke traffic badane ka kyu ki jaya tar traffic search engine se hi aata hai . Seo kiye bina aap blogging me success nahi ho sakte hain .
SMO ( Social Media optimization ) ka matlab social media se hai smo ke jariye aap apne blog ko social media par promote kar sakte hain . aise karne se aapke blog ka traffic badta hai . Me aapko bata du ki blogger ka 22% traffuc social media se aata hai . isse se aap samaj sakte hain ki blog ko success banane me social media ka kitna yog dan hai.
Apna Facebook Page Kaise Banaye
Apne Blog Me Facebook Like Box Add Kare

7 . Social Media Join Kare
Sabkuchhindime.blogspot.com

Aaj ke time me social media ( facebook , Google plus , twitter ) Lag – bhag sabhi people use karte hain . yahi bajah hai ki blogger ko apne blog ko promote karne ke liye social media ek accha tarika mana jata hain . Sabhi blogger ko apne blog ka page social media par banana chahiye . Or iske bad aap jab bhi koi post new post likhe to u se social media par share kar de . Aisa karne se aapke blog par social media se bhut traffic milega . But iske liye aapko social media par active rahna padega . jyada tar bloggers ka kahna hai ki unke blog ka 20%- 25% traffic social media se aata hai . Isliye social media ka use hame apne blog or blog post ko promete karne ke liye karna chahiye .

8 . Ek Hi Blog banaye
Sabkuchhindime.blogspot.com

Jayada tar people jaldi success hone ke liye 4-5 blog ek sath bana lete hain . is bajah se wo confuse ho jate hain ki konse blog par kya kiya jay . or wo kisi bhi blog ko acche se nahi chala pate agar aapko ek success blogger banna hai to ek sata kai blog na banaye . Ek blog hone par aapka pura focus usi blog par hota hai jo ki aapki success ka karan hota hai.

9 . Blog Post Publish Karte Time Kuch Bato Ka Dhyan Rakhe

Jab bhi aap apne blog par koi new article likhe .to u se publesh karte samay kuch bato ka dhyan ka dhyan rakhe jaise – jaise ki aapki post ka title accha hona chahiye . Agar aapke article ka title sahi nahi hoga to search engine u se ignore kar dega . isliye post ka title bhut hi important hota hai . har ek article me ek image jarur add kare . image add karne se aapke blog ki post seo friendly ho jata hai . And apne har post ka ek blog post ka badia description de . Sath hi publish kare to uske social media par share jarur kare isse aapke blog ka traffic badega .

10 . Google Analytics Par Apna Account Banaye
Sabkuchhindime.blogspot.com

Google Analytics , Google ki ek bhut hi acchi or free service hai . Jiske jariye aap apne blog ki jankari le sakte hain . jaise – aapke blog par kya chal raha hai ye sab information aap is tool se le sakte hain . –
Konsa article kitni bar dekha kaya hai .
Aapke blog par kitne visitor hain .
kis country se jyada visitor hain .
kis tarah ke article ko log like kar rahe hain .
kon kitna time hamare blog par vita raha hai .
Is tarah aap is tool se pata laga sakte hain ki aapke blog par kya chal raha hai . And aapke blog ki kya stithi hai .

I hope ye post aapko pasand aayi hogi agar ha to ise apne friends me share jarur kare . And i hope ye post aapke liye helpful bhi savit hogi . Agar aap is post se related koi question puchna chahte hain to comment me puch sakte hain .

Post a Comment

0 Comments